@itx_rajpoot180: Sari zindgi maa is waqt ka intezar krti h k apne bacho ki khushiyaan dekhugi tub ye krugi wo krugi or jub waqt ataa h to maa ye dunia chor kr hum se dusri dunia me chli jati h jaha se insaan kbhi wapis nhi askta meri dua h k Allah pak subki maa ko itni umer de k jo unho ne apne bacho ki khushiyon k bare me socha hota h wo dekh ske hmari maa to hamari khushiyaan dekhe bgair hi is dunia fani se chli gyi h meri dua h k Allah pak meri maa jaaan ko jannat ul fardous me alla muqam ataa farmaye I miss u so much mama jaaaan apki bht yaad atiiii h Ameen sum😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭👐👐👐#missumaa #loveumaa #آمین_ثم_آمین #آمین_یارب_العالمین🙏🕋🤲🕋🤲🕋 #viralvideotiktok