@evergreen.59: yah zindagi usi ki hai Jo kisi ka Ho Gaya pyar hi main kho Gaya sunaae gi yah Dastan Shama mere Mazar ki khizan mein bhi khili Rahi yah Kali anar ki ise Mazar mat kaho yah Mahal hai pyar ka yah zindagi usi ki hai Jo kisi ka Ho Gaya pyar hi main kho Gaya yah jindagi usi ki hai ay zindagi ki Sham Aaa tujhe gale Lagaun main tujhe main doob jaaun main Jahan ko bhul jaaun main Bus ek nazar mere Sanam alvida alvida alvida alvida #viral #foryou #trending #dramjadpq #fypシ #fyp #indiansong #evergreensongs