pal pal jeena muhaal mara tere bina ye saare nashe bekaar teri aankhon ke siwa ghar nahi jaata main bahar rehta tera intezar mere khwabon mein aa na karke solah sringaar main ab kyu hosh meni aata nai sukoon ye dil kyu pata nai kyu todu khud se jo the waade je ab ye ishq nibahana nai soneya yun tera sharmana meri jaan na lele kaan ke peeche zulf chhupan meri jaan kya kehne zalima toba tera nakhra iske waar kya kehne tham ke bethe dil ko ghayal kahi haar na bethein...