Main kaafi time se aap ko follow kar raha hoon, par hamesha darta tha ki kahin aap bura na maan jao. Aap ki videos, aap ka style, aap ki cuteness... sab kuch itna beautiful aur perfect hai ki bas dekhta hi reh jata hoon. To be honest, main aap ka sab se bada fan hoon!
Meri ek choti si khwahish hai ki main aap se baat kar sakoon aur life mein aap ka saath paa sakoon. Agar mujhe aap ka dost banne ka ya aap ke saath kaam karne ka mauka mile, to main duniya ka sab se khush-kismat insaan hounga. Aap sach mein bahut pyaari ho. I really love everything about you. Bas aap ke reply ka intezar rahaga