@imran4906565: Ek dil hi nahi sara safar Hamne diya hai Kya kya na tumhe jane jigar Hamne diya hai Mangi thi kali tumne nagar Hamne diya hai Arman kaa mahal pyar ka Ghar hamne diya hai malum hai Malum hai tum ghar Mera barbad karoge Naa dard ki zanjir se aajad karoge Dil phir bhi tumhe dete hain Kya yaad karoge kya yaad karoge Kya yaad karoge kya yaad karoge