Ya Mola Imam Hussain AS meri faryad sun lijiye Maula mujhe meri Abeeha chahiye Maula mere dil ki baat aap ke samne hai meri mohabbat Abeeha ko mera naseeb bana dijiye Maula main usay apni zindagi mein halal tareeqe se apna humsafar banana chahta hoon meri dua hai ke Allah Taala mera nikah Abeeha se likh de aur humein hamesha ke liye aik doosre ka bana de Ya Mola meri aankhon mein jo umeed hai meri dil mein jo mohabbat hai usay Allah ki rehmat se khushi mein badal dijiye Maula mere liye dua kijiye ke meri Abeeha mujhe mil jaye aur hamare nikah ki har rukawat door ho jaye Ya Allah meri Abeeha ko mera khoobsurat naseeb bana de aur agar woh mere haq mein behtar hai to humein halal rishte mein jor de Ameen summa Ameen Ya Rabbul Aalameen