@pirawaisrazayazdani11: Har Bimari ka Shartiya Shifa Amal | Surah Rahman Ka Powerful Wazifa “Har Bimari ka Shifa – Surah Rahman Amal” 🎙️ Voiceover / Script: “Agar koi bimar ho aur ilaaj asar na kar raha ho, to Surah Rahman ka yeh amal bohot taqatwar hai. Rozana Fajr ya Isha ke baad Surah Rahman ko tadabbur ke sath sunain ya parhain. Phir haath uthakar sirf yeh dua karein: ‘Ya Allah, Surah Rahman ke wasile se har bimar ko shifa ata farma.’ Bohot logon ne is amal se be-shumar shifa payi — Aap bhi 7 din lagatar is amal ko zaroor karein.” #SurahRahman #ShifaKaWazifa #HarBimariSeShifa #QuranKiShifa #RohaniIlaj