@iqra.khan8604: Surah Yunus ki Ayat 107 hamein yeh yaqeen dilati hai ke agar Allah kisi ko nuqsan pohchaana chahe to koi rokh nahi sakta, aur agar woh rehmat dena chahe to koi usay rok nahi sakta. Is ayat mein bepanah tasalli, himmat aur yaqeen छुपा है—Musalmano ke liye ek zabardast reminder. Is Qurani ayat ko zyada se zyada logon tak pohchaane ke liye LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karein. Allah hum sab ko apni hifazat aur rehmat mein rakhe. Aameen. 🌙✨ #islamic_video #quran #tiktok #foryou #pakistan