@discoveringwithdi: thank me later! #hebfinds #steakdinner #mealprep #DinnerIdeas

DI 🦋
DI 🦋
Open In TikTok:
Region: US
Friday 02 January 2026 00:23:43 GMT
2200
57
13
3

Music

Download

Comments

chardinae123
Whammie :
It’s you starting to eat it before this video
2026-01-02 03:51:08
1
ebonynicole_
EbonyNicole :
From where frennnn lol
2026-01-04 05:51:17
2
kissmyparis
Ashanti :
Ouuuu hopping over to HEB!!!
2026-01-02 20:02:20
1
thecheylife_
thecheylife_ :
don’t pronounce it like that again 😭😭😭😭😭😭😭
2026-03-24 20:57:08
0
siltalanot03
silta :
look tasty
2026-01-02 20:02:43
1
dajanier
Taisa🍒 :
lol girl it’s H-E-B. Each letter pronounced separately
2026-01-02 04:45:53
1
313mikeross
313MikeRoss :
🤤🤤🤤
2026-01-02 01:59:27
1
To see more videos from user @discoveringwithdi, please go to the Tikwm homepage.

Other Videos

This is my lost word for you ...
This is my lost word for you ... "Ma tumse sachay dill se muhabat krta tha, or shayad hemasha krta rahu ga.Magar ab samaj gaya hu ka kuch cheezain bas mukamil hone ka liya nai hotii. "Pta nai ya sab kaisa or kyu hua, magar ik bat to sachii h_tum meri zindgii ka wo hisaa thi jo kabhii bhar nahi sakay ga. "Magar theek h, agar tumarii khushii isi ma ha , to ma tuma roknay ka haq nahi rakhta.Bas itna yad rakhna, koi tuma sachay dill sa muhabat kare, toh uska dill todna itna asan mat samajna. Tumarii yad hemasha rahay gii, chahe ma apnay ap ko jitna samjata rahu. "Ye mera tuma last maseg h, magar ye alfaz sirf alfaz nahi , meri toot chukii muhabat ka vo last hisaa han jo ab b sirf tumara h . "Main janta hu tum agay badh chukii ho, magar muja mat pouchna ka ma kahan hu ___ kyu k ma ab b wohi hu , us moor par jahan tum na muja chora tha. Har rat sirf ye sochta hu k aakhir kahan kami rah gai? Kya meri muhabat kamzoor thi? "Muja yad ha , tumarii wo hansii jo meri duniya roshan kartii thi, wo shikyatain jo sirf muj sa thii, kya tuma ik pal k liye b ahsas hota h k koi har raat tumarii yadoon k sath sota h or har suba tumarii kami mahsoos karta h? "Ma tum sa na shikwa kar raha hu , na tuma mana kar raha hu. Bas ye kah raha hu k agar kabi kisi tanha raat ma tuma b mahsoos ho k koi tum sa bepanah muhabat karta tha , to sirf ik bar sochna zrur... " Kabii socha nahi tha k ik chotii si muhabat , ik shadii ma honay valiii dostii, merii zindgii ka sab sa bara zakhm ban jay gii. Tum merii adaat ban chukii thi, tum sa bat karna din ka sab sa haseen lamha hota tha. Muja laga tha k ye dostii hi ik din sachay payar ma badal jay gii, magar tum na shayad pahlay hi soch rakha tha k tum muja choor do gii. "Muja aj b yad h wo din jab tum na kaha tha ___"Aage ka pata nahi "___ muja tab hi samaj lana chaya tha k tum sirf ik moor thi manzill nahi. Magar afsos ma muhabat ko moor nai zindagii samaj batha. Tumaray lafzoo ka lahja badla, tum dorr hotii gai, or ma sirf tuma roknay ki kohsish karta raha. Tum jantii thi k ma kitna toot raha hu, tum jantii thi k tum merii sab sa barii kamzoorii ban chukii ho___ magar phir b tum na palat kar nahi dekha . " Aaj jab sun raha hu k tum kisi or ki ban rahi ho, to lagta h jaisa sab kuch ik jooth tha. Kya wo sab batain sirf time pass k liya thii? Kya mera rona, meri muhabat , meri dewangii sirf ik mzakh thii ? "Muja tum sa shikwa nahi, bas ye kahna cahta hu k agar kisi lamhy ma, kisi mehfil ma, kisi tanha raat ma tuma ye mahsoos ho k koi tha jo tum sa bepanah muhabat karta tha, to sirf ik bar sochna zrur... "Muhabat sirf ik lafz nahi hotii, ye ik ahsas hota h jo sirf nasseb walu ko millta h. Ma wo badnaseeb tha jo tum sa muhabat kar batha, or tum wo badnaseeb ho jo is muhabat ki qadar na kar sakii "Ma tum sa sirf ik bar millna cahta tha,sirf ik bar wo jazbaat ankhoo ankhoo ma kahna cahta tha jo lafzoo ma nahi kah sakta , magar tum na wo b mumkin na honay diya . Tum samnay thii, magar phir b dorr thii___jaisa merii zindgii ka sab sa qareebi khwab ankhoo k samnay toot gya ho. "Aj tum kisi or ki ban rahi ho , or ma sirf ye soch raha hu k kya kabii kisi tnha raat tum mera baray ma socho gii? Kya kabii kisi pal tumaray dil ma ye ehsas ho ga koi tha jo sirf tumara tha? "Tum sirf merii muhabat nahii thii , merii adaat thi,___or aadtain badalnay ma waqat lagta h, magar bhoolna mumkin nahi hota. Tum chalii gaii, magar ye yad rakhna, koi tuma is qadar payar nahi karay ga, jaisa ma karta tha . Koi tumaray liya roye ga nahi, jaisa ma roya tha. Koi tumarii har bat ko apnii duniya nahi banay ga , jaisa ma banata tha. "Muhabat har gaii, magar jeeti tum b nahi ho." Allah Hafiz 🥺❤️‍🩹.......... My love ...........🥀

About