@quranrecitaion786: #CapCut Allah ne mardon aur aurton dono se Jannat ka wada kiya hai | Innal Muslimeena wal Muslimaat 🤍Allah Ta’ala farmata hai ke jo mard aur auratein Islam par chalti hain, imaan wali hain, sabr karne wali hain, Allah ko yaad karne wali hain — un sab ke liye maghfirat aur bada ajar tayar hai. Yeh ayat humein batati hai ke Allah ke nazdeek izzat ka mayar sirf taqwa hai, na ke mard ya aurat hona. 📖 Surah Al-Ahzab | Ayat 35 🤲 Dil ko sukoon dene wali Quran ki ayat#InnalMuslimeena #InnalMuslimat #QuranVerse #QuranRecitation