@younaaxthics: Wafa ka talukh tarbiyat se hota hay, ise beekar logon mein talash na karen. wafa, mukhlisi aur nibhane ka talukh mard ya aurat se nhi, zarf walon se hota hay. Ab wo muhabbat ho ya phir dosti zarf wale sath zaroor dete hain, beech rah mein, ya mushkilat mein tanha nhi chorte. aur mene khud dekha hay dekha hay nibhane wale, nibha he lete hain chahe halaat jesy bhe hon. Rishte to sab bana lete hain, lekin nibhata wahi hay jo zarf wala hota hay. wafa khoon mein hoti hay. 🤍 #fyp #foryou #viral #unfrezzmyaccount #foryoupage