mene visa apply Kiya sab theek tha 8 mahinay process Kiya last mein interview mein aik question repeat krne per visa reject ho gya Kya ye hassad ki waja se ya Nazar lgne ki waja se hai? Kyu k Kal tk yaqeen tha k visa lge ga aur aj mujh mein himmat b hatam ho gai hai