Yehi toh sab se bara masla hai gusse ka tabhi isko gusse ka nam diya gaya hai or hamesha woh sahks Jo Dil ka bura nhi hota bura ban k Reh jata hai or gussa 😂😂😂 hamesha apka sab se ehem shaks hi dila tha hai or Bure ap hojate ho Kyu hote ho gussa Kyu k ap us shaks se Pyar bohat karte ho or woh Pyar phr woh Pyar nhi rehta ap k gusse k badh phr Kya Sochna samjhna ap ek galat insan ban k reh jate ho or UN k Nazar may har woh dusra teesra galat shaks a k do char Pyar k lafz bol kr unka Dil le jata hai khair samjhne ka Andaz ki BAAT hai woh kheta hai na jaha Pyar mobbhat ho wahi shikwa gila hote hai 😞😊👌