@warishanextdoor: Don’t judge me where is your dupata blah blah this video after my accident jab ma gahr thi Baqi family khai aur city ma thy to tab Mera ghar ma Mery sath ak incident hogya tab ma Scooty Nikal kar apni Mery forehead Pa blood tha hospital chali gyi andar sa atna toot chuki thi sab akely manage krna par raha tha sabko bolaya koi nhi aya direct Rory papa ki qabar Pa chali gyi wah ik Rona nhi chaiya but I can’t control my myself Us time situation asi thi so I record myself ka duniya sa jab baap chala jy to pechy koi bhe nhi hota soucho Kesi na mujy atna dard diya hoga ka baap ki qabar Pa jakar Astara roo pari💔#fyp
Baap ka saya uth jaye to zindagi kitni mushkil ho jati hai, yeh sirf wohi samajh sakta hai jis ne yeh dard dekha ho. Aaj aap ke aansuon mein sirf gham nahi, balki us sahare ki kami bhi nazar aa rahi hai jo har mushkil waqt mein saath khara hota tha. Allah Pak aap ke walid ki maghfirat farmaye, unki qabar ko roshan kare aur unhein Jannat-ul-Firdous mein aala maqam ata farmaye. Allah aap ki har mushkil aasaan kare, aap ko behtareen logon ka saath naseeb kare aur kabhi kisi ka mohtaj na kare. Ameen 🥺❤️🩹
2026-06-03 02:26:01
3
𐙚 𝐇𝐚𝐫𝐫𝐚𝐦 𝐊𝐡𝐚𝐧 𐙚 :
2026-05-29 09:58:59
3
𝐄𝐯𝐚✿ :
2026-05-15 05:09:28
2
To see more videos from user @warishanextdoor, please go to the Tikwm
homepage.