@cookingvlogwidhibafaraz: I've had this severe headache for almost 2 days now.I've tried everything.đĨš#fyp #foryoupage #fyyyyyyyyyyyyyyyyyyy #migraine #headache
I've had a headache/migraine for 6 years everyday.i wake up with it EVERY morning đđ
2026-04-22 08:00:18
1
Ansa mann :
mujy bht zyada msla h ye Sath bachy bi ghr k kaam b bht msla ho jata h
2026-04-20 19:41:07
1
ArainZaadi002 :
Mujhe bh tha ye masla kabi arsa raha phir Mene fajar ki 2 sunaton or farzo k darmiyan 21 bar surah ikhlas parh k dua ki ahista ahista mera ye masla door hogaya. I think apko samjh agayi hogi k kesa parha he
2026-04-20 06:31:48
134
natural beauty :
mujhy headache hota hai severe kism ka jo tablets khany sy b nae jata vomiting hoti hai us k bad nashy wali neend ati hai to headache jata hai mera .... ye kis waja sy hota hai stomach gas ki waja sy ya migraine ho skti hai ye?
2026-04-19 15:33:49
19
mehru :
mn to daily dhoop mn job sy wapis ghar ati hun veil hota hy ghar aty tk migrain start ho jata hy uski kia wja
2026-04-20 18:50:14
6
Mrs. Junaid đđˇ :
mere ko b bht zada hota ha hr time mn bht preshan hn ke mere ghr waly b kia sochain ge â¤âđŠš
2026-04-20 11:31:06
2
Acha Bacha :
Mn to aik tab use krta hu Allah ka shukr hai 2 mint mei skon aa jta
2026-04-20 12:14:39
4
Hubby's princess đŠââ¤ī¸âđ¨đ :
MRI Zindagi ki sb se bari wish ye hai k mujy kbi sar me Dard na ho
2026-04-20 15:49:27
3
Lushâ¤ī¸ :
dehydration bhi hai iski wjah aksar dhoop m jany se veins phool jati hain jis wja se pain shru hta hai mjhy b ye e problem hai