@sadawaisi2: To ne ateebar kar ke apni haya ki hifazat di hai mujhy mar jao ga lakin kabi ap ki izat py anch nai any do ga kia howa mohabat aik trfa ho gai hai ab lakin dil main jazba pehly jesa hi hai mera kia howa agar to kisi or ka hai wada karta ho sari umer tere intezaar main guzaar do ga kia howa agar is jnm main meri dua kam pad gai ap ko mngty mangty main agly jnm main ziyada zoor lgao ga or aik na aik din zaror pa lo ga chahy is jnam main nai agly jnm main zaror pa lo ga #intezaar #waitingforyou