@desifoodvibes14: 📝 chatpati Bhindi Masala🌶️🥒🔥 🥗 Ingredients (सामग्री): * Bhindi / Okra (भिंडी) * Oil (तेल) * Mustard seeds (राई) * Dry red chilli (सूखी लाल मिर्च) * Onion / Pyaz (प्याज – sliced) * Tomato (टमाटर) * Ginger garlic paste (अदरक लहसुन पेस्ट) Masale: * Salt (नमक) * Red chilli powder * Turmeric powder (हल्दी) * Black pepper powder * Coriander powder (धनिया पाउडर) * Kashmiri red chilli powder ⸻ 👩🍳 Method (बनाने का तरीका): 1️⃣ Kadhai me thoda oil garam karo aur bhindi daal kar half cook hone tak paka lo. Phir side me nikaal lo. 2️⃣ Ussi ya fresh oil me mustard seeds aur dry red chilli daalo. 3️⃣ Ab sliced onion daal kar halka brown karo. 4️⃣ Ginger garlic paste daal kar bhuno. 5️⃣ Tomato daal kar soft hone tak pakao. 6️⃣ Saare masale daal kar thoda pani daal ke achhe se bhuno. 7️⃣ Ab bhindi daal kar mix karo aur dhak kar cook karo jab tak properly ready ho jaye. 8️⃣ Garam garam serve karo 😍🔥 ⸻ 🍽 Serve: Garam parathe ke saath best lagta hai 💯 #bhindimasala #Recipe #desikhana #foryoupage #fypシ゚