sister aik chota sa kam tu krna Nabi pak ko ja k mera salam arz krna un sy ye bhi kehna k ab bat ko khwabo sy agy bhi any dain Allah pak apki ibadat qabool farmain Ameen khus rho sister ❤️
2026-04-30 03:18:31
16
Farah Abid ❤️ :
mry lye b Dua Karen Behan Allah pak mujhy is Jahan or aglay Jahan dono main sakon ata farmaye ameen Suma Ameen 🙏
2026-05-08 08:05:42
6
💕💕 :
Sis mery lye be dua karni ky Allah myjy be buly 🥺🥺