@dreamy.window: "Dil karta hai baat karun" 🖤 Par phir sochta hun... "kahin tang to nahi kar raha?" Jis se sabse zyada pyaar kiya... Usi ke saamne sawaal ban gaya Na wo kehta hai "mat karo message" Na main kar paata hun... kyunki dar lagta hai Pyaar karna aasaan hai... Khud ko zaruri feel karwana mushkil 💔 #UnwantedLove #Emotional Sabse bura waqt nahi hota... Sabse bura ehsaas hota hai 💔 Jab tumhe lagne lage na... Ke tum us insaan ko tang kar rahe ho Jisse tum jaan se zyada pyaar karte ho Jo tumhare liye sab kuch tha Jab reply late aaye to socho “pareshan to nahi kar diya?” Jab call na uthaye to socho “galti to nahi kar di?” Jab baat kare to socho “bojha to nahi lag raha main?” Ek din ehsaas hota hai... #ForYou #FYP #UnwantedLove #Heartbreak #Emotional #OneSidedLove #Anxiety #Sad