@abidjeebrand123: One day, we all have to leave this world. Bas koshish yahi honi chahiye ke jab hum jayein, log humein hamari achai, mohabbat aur madad ki wajah se yaad karein. Nafrat nahi, mohabbat baanto ❤️ Takabbur nahi, aajzi ikhtiyar karo 🤲 Kyunkay asal kamyabi achay ikhlaq aur nek aamaal mein hai. Allah hum sab ko doosron ke liye aasaniyan paida karne wala banaye. Ameen 🌸@abidjeebrand23 @👕Abid jee brand 👕 @ABID JEE BRAND - ISLAMABAD @abidjeeislamabad