@nazeer.official786: 📚 The Art of War — Qanoon Number 5Har larki ya har larrat larrna zaroori nahi hota. Aik samajhdar shakhs har challenge ko qabool nahi karta, balkay wo sirf wahan apni energy lagata hai jahan kamyabi aur faida yaqini ho.Bilkul isi tarah, aqalmand insan har be-maqsad bahas (argument) mein nahi ulajhta. Wo sirf wahan bolta hai jahan us ki baat ka koi asar ho aur jahan jeet mumkin ho.💡 Sabaq: Apne waqt aur energy ko qeemti banayein, har jagah zaya mat karein.#TheArtOfWar #UrduQuotes #Wisdom #LifeLessons #SelfImprovement