@quran_for_you503: đĄī¸ Hasad aur Buri Nazar se bachne ka nuskha!đĨ Quran Pak ki 113th Surah, Surah Al-Falaq. Yeh Surah hume sikhati hai ke jab duniya ka koi shar ya hasad karne wale ka hasad hume nuksan pohanchane lage, to sirf Allah ki panah mangni chahiye. Apni aur apne ghar walon ki hifazat ke liye isay rozana parhein! ⨠#SurahAlFalaq #HifazatKiDua #BuriNazar #IslamicReminder #Surah113