@adnannew2023: #froyou ❤️ Ek chacha ki dant me mohabbat rehti hai, Doosre ki baat me zindagi ka sabak rehti hai. Mujhe fakhr hai ke Allah ne diye 2 saya, Jinke hote hue har mushkil aasan rehti hai. Tumhari shafqat ne mujhe aadmi banaya, Dosre ke dosti ne har dukh bhulaya❤️ sweet uncle