@0008.786: Lakin wo kehti ha Ali ap badal gy ho💔😭 tum kisi or larki se bhi bat karty ho😭😭💔tum mujse pyar nai karty ab😭💔 Pata nai ma ab usy kase yaqeen dilau ke wahi mera sab kuch ha ❤️🩹😭🥺 Mari hansi ki waja bhi wahi ha Mary khush rehny ki Waja bhi wahi ha mera sab kuch wahi ha😭🥹 jese ke you are my world 🌎 🥹😭 jab tumse bat nai hoti to ma marny Wala ho jata hu asa lagta ha ke duniya hi khatam ho gai ha😭🫠🥺lakin jab tumse bat hoti ha sab kuch bhul jata hu🥹🥺😭 bas tum Mary sath raho ye Mari choti si khowahish ha🤌🏻😭my princess (AMMO)🤌🏻😭🫶🏻