dilawar bhai chhod yaar koi kuchh bhi karta Rahe aap Kisi ko achcha na samjhao yaar log kuchh bhi karte Rahe aapko kya Kisi se yaar Jo log aap per aur aapki family per galat galat awaaz hai utha rahe hain to yaar vah khandani log Nahin hai aap apna mazar kharab na Karen yaar main aapko Nahin jaanta ki aap kahan se ho per main ab ki video dekhta hun mashallah Allah aapko salamat rakhe aur sukhi sehat de Ameen ❤️❤️❤️❤️❤️🥰🥰🥰🥰🥰❤️❤️❤️🥰🥰