ameen Suma Ameen 🤲🤲🤲 ya Allah usy apny hafzo aman man Rakh koi taklif na ho usy us ki har taklif ko sakoon man badl da usy kamyab kr zandagi k har mor per us ki har kushiyash ko pora frma Mary Allah man usy ap k aman man dati hun Mary mola 🤲 us ki hifazat farma ameen Suma Ameen 🤲❤️🥰