Aysa q hota hai๐ค๐คMera kabhi bhi Dil nahi karta hai apni purani books ko phenkne ka.๐ Mera inter complete ho gya hai but abhi bhi mere pas Meri school ki books pari hai Dil nahi karta unhy kharab Karne ka๐๐ bcz I love my books ๐๐คโบ๏ธ
ma to ya kahu gi ka apni Zindagi ki kitab khol kar kabi mat suno kue ka phali bat to ya ka log ap ko suna ga to sahi lakin koi samja ga nahi , dusari bat ya ma Kuch log ap ko samjana ka dikhawa Kara ga lakin Sach ya ha ka wo ap ka Ander hi Ander mazke bana raha hota ha , At the end apni Zindagi ki Kahani Kasi ko na bato Kasi par barosa mat karo wo bat bilkul jouthi ha ka apnu sa zada gar samjata ha , na hi apna samjata ha or na hi gar sab dokha dana ka Lia dunya ma ata hua ha so please don't trust for anyone, be happy in your life๐