@qamar.e.banihashim: Ali Asghar a.s | Bab-ul-Hawaij 💔 "Teer-e-selaasa laga, 6 mah ka shahzada qurban ho gaya. Hussain a.s ne khoon-e-pak aasman ki taraf uchala - Riwayat: Bihar-ul-Anwar, Jild 45" Shia aqeede ke mutabiq Hazrat Ali Asghar a.s Karbala mein sab se chhotay shaheed the. Jab paani ki iltija ki gayi to Harmala ne 3 shoba teer chala diya. Imam Sajjad a.s farmate hain: "Mere walid ne us nanhay jism ko dono hathon mein uthaya aur farmaya: Khuda ki qasam, yeh qurbani Muhammad s.a.w ki ummat par hujjat hai" - Maqtal-ul-Hussain Salam us masoom par jiski pyaas ne aaj tak azadaron ko rula diya 😭 Labbaik Ya Ali Asghar a.s Hashtags : #hazrataliasghar #6muharram #6muharram_shahadat_ali_asghar_a #karbala