ap 40 Saal tak na hasay the or na roye the mane yehi suna ha zyada tar or parha bhi ha Baki Khuda ki zaat behtar janti ha kyunke ham wahan the nhi beshaq gham ke din Hain ye Lekin ham main se koi wahan nhi tha to ho skta ha Kai batein esi bhi Hain Jo ham Kya hmare se pahle ke log bhi nhi jante honge sahi se koi Kuch sochta ha koi Kuch