@qamar.e.banihashim: Maut mere liye shahad se bhi meethi hai." — Hazrat Qasim (A.S) Karbala ki ran mein jab woh naujawan aaye, to shujaat aur wafa ki misaal qaim kar gaye. ✨ Hazrat Qasim ibn-e-Hassan (A.S) ki shahadat sirf ek waqiya nahi, balkay sabr aur qurbani ka wo dars hai jo qayamat tak yaad rakha jayega. Kya aap jante hain ke Imam Hassan (A.S) ne unhein apni talwar aur amaama kyun diya tha? Apni raaye comments mein share karein. Hastags : #hazratqasim #hayeqasimع #hayeqasim #yaqasimع #7muharram