@belong_to_kim97: reders khas Tor par ya video ap logo ka Liya post ki Thi kunka ap sab ko Batana tha ka Mari story ka part q nahi aa raha wajha ya hai ka 15 sa 18 din sa mara net bhut problem kar raha hai jis wajha sa editing karna mushkil ho raha hai ab wo part adha edit hua para hai bs adha rahta hai jaysy hi hoga ma kar du gi aur mazrat chati hu ap log itna wait kar raha ho lakin aj kal thori tabyat Sahi nahi Mari aur ma part edit Karna ki puri koshsh kar rahi hu jysy hi hoga ap ko mil jay ga thank you so much for support love you all thank you soooio much🥺🥹🥰❤️🫂#btsxarmy #ishqejungkook #deartiktokteamdontunderviewmyvideos #jeonایڈیٹس #fypシ゚viral