꧁༒☬𝓝𝓸𝓿𝓮𝓵 𝓩𝓪𝓭𝓲☬༒꧂❤️🔥 :
mine QAIS KAMBEER 😭😭
wo jis ka khandan ko bachoan mein us ki ankhon ka samna QATAL kar dia gaya 🥺, wo jisa police na bewaja itna mara 😭, wo jisa us ka apno na PAGAL kaha 😢, wo jis na apna hathon apni muhabbat ko khud sa JUDA kia 😞, wo jis ko VILLIAN kaha gaya 😤, wo jis ki NAMAZAN lambi hoti thi 🥹, wo jo HAFIZ E QURAN tha ☺️, wo jo apna RISHTON ka lia kuch bhi kar sakta tha🤧 , wo jis na MEHDI ko kabhi yateemi ka ahsas na hona diya😇 , wo jis ki MAHBOOBA na usa maaf tak na kia😩 , wo jisa sab na BURA kaha 💔, wo jisa sab na IBLEES KAHA SHATAN KAHA❤️🔥 , wo jo kahta tha kash ALLAH TALLAH mein ap ka favourite hota🖤, wo jis ko is ka jaan sa piyara BHAI na chor diya ❤️🩹, wo jis ko SAB chor gay 🫵, wo jis ko us ka apna DOST na mara 🫀, mahal ka mazboot SATOON , kahani ka sab sa bara BISMIL , sab ki JAAN 💖
wo QAIS KAMBEER ( ABDULLAH ZAMAN) 💝💗💕💞🥰😭😎🤌🫶🏻🫀
2026-06-27 17:07:36