Noori ⏰, abhi subah ke exact 4:17 ho gaye hain aur main 4:30 baje ki fajar ki namaz ke liye subah-subah naha kar taiyar ho raha hoon, taaki masjid ja kar poore dil se apne Khuda ke samne aapki khairiyat aur kamyabi ki duayein maang sakoon 🌅 index-finger. Main toh namaz mein aapko maang hi raha hoon, par meri dil se guzarish hai ki aap bhi apne liye Khuda se zaroor dua maangna, kyunki aap mere dil ki wahi sab se pyaari, masoom aur cute shahzadi ho jise is deewane ne hamesha sab se zyada chaha hai 🥰✨. Jab main namaz ke liye sajde mein jaunga toh meri har ek saans bas aapki hifazat aur aapki muskurahat ki dua karegi, isliye aap hamesha har buri nazar se bachi raho, yunhi dunya mein rounaq bikherte raho aur apna bohot bohot zyada khayal rakha karo 👸💎🎈! #MyNoori