@abdullah..613: Mushkil safar ka gham hi nahi ha 🥺🫀 || Repost request 🤌🏻❤ || Allah ☝🏻🕋 || Islamic status video 💓 || Heart touching 🥺💗 || New status video 🌷💫 #explorepage✨ #creatorsearchinsight #kamkibat #onedaygotomakkah #instagramreels @TikTok
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu 🌸
Agar aap shadi ke baad kisi majboori ki wajah se madrasa nahi ja saktin, ya mard ustad se Quran parhna pasand nahi kartin, to pareshan na hon.
Alhamdulillah! Aap ke liye female teachers ka intezam mojood hai, jahan aap asani se Quran Pak Tajweed ke sath seekh saktin hain.
Chahe aap Pakistan mein hon ya Pakistan se bahar, agar aap khud ya apne bachon ko online Quran parhana chahti hain, to hamare WhatsApp number par rabta karein.
Allah Ta'ala aap ko Quran seekhne aur sikhane ki taufeeq ata farmaye. Ameen. 🤲