Phir ek din samjha.
Uske saare "pyaar karta hoon" kehne waale shabd sirf zubaan ke the.
Asal mein wo pyaar nahi karta tha, bas doori se pyaar karta tha, surakshit doori se.
Aur mera sabse bada dar sach ho gaya...
Us din se usne sach mein mujhse baat karna band kar diya.