Bahi app mujhay sabh say achay rahnama lagay thay ju wazeefay batatay hain, Lakun app nay bhee wahi baat kerdi akher main kah Ijazat kay liyay yah karoo ya woh karoo!! tu mera har Alam say yah sawaal hai kah kalam Allah ka mangna Allah say aur ijazat Insaan say lene?????