@hamzaa.169: Kahna Nau, Lahore ke afsosnaak sanihay par dil se afsos ka izhar. Allah Ta'ala marhoomeen ki maghfirat farmaye, unhein Jannat-ul-Firdous mein aala maqam ata farmaye, zakhmiyon ko jald mukammal sehat de aur tamaam lawaheqeen ko sabr-e-jameel ata farmaye. Ameen. Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Raji'un.