yakin mane ki main ahale sunnat val jamaat se hun lekin is Insan ne mujhe aurat ki ijjat karna sikhaya hai is Insan ne mujhe jina sikhaya hai aur is Insan ne mujhe biwi ke sath Pyar karna aur uska khyal rakhna sikhaya hai Allah Tala Maulana tarik Jameel Sahab ko Apne Saman mein rakhen aur hamesha salamat rakhe aamin