@desifamilyvlogs: Islam ne love marriage haram nhi hai bas ladki ko chahiye woh apne wali (walid) ko mana le agar woh bina koi solid reason ke mana kar rahe hai toh ladki dada, chacha, bhai ya kisi aur ko bhi wali mukarrar kar sakti hai kiyun ladki ke liye uska eak wali hona lazmi hai islam mein... #islamicvideo #nikah #islam