@zeetii26: Menai apnai sai jurai har insan ko maaf kar diya lekin kuch log esai hai jinhai maaf karnai kai liyai mera dil razi nhii hota unho nai mujhe bohtt taqleef di itnii kai mujhee sans me dushwari honai lagi me chatii ho un sab ki umar itni lambi ho kai wo pori zindagi is pachtawai me guzarai,menai khamoshi sai sab Allah par chor diyaa me unhai sab bata deti ho beshak wo mukhlis dilo kai sath na insafi nhi kartaii🙃🥀#unfrezzmyaccount #fyp #unfrezzmyaccount