@nailaaa.ibtesam: Alhamdulillah, itna pyaar hamesha apne dadkhon se mila hai. 🥹❤️ Badi hone ka ek alag hi faida hai — sab itna pyaar karte hain. 🥹✨ Aakhir main apne ghar ki pehli beti jo hoon. 😌🤍 Allah Ta’ala mere pyare chachu jaan ko Jannat-ul-Firdous mein a’la maqam ata farmaye. Ameen. 🤲🕊️ Aur Allah Ta’ala mere baqi teenon chachu ko lambi, sehatmand zindagi de aur hamesha khush rakhe. Ameen. 💗🤲