@01deeneuloom: Post 52| Aaj nahi to kal hum sab ko Allah ﷻ ke samne kharay hona hai. Har amal ka hisaab dena hoga. Duniya ki zindagi chand din ki hai, lekin Aakhirat hamesha ki hai. Aaj hi tauba karein, namaz ki pabandi ikhtiyar karein aur Allah ki ita'at mein zindagi guzarein. Allah hum sab ko Aakhirat ki tayyari ki taufeeq ata farmaye. Aameen. #AllahKiYaad #AakhiratKiTayyari #NamazKiAhmiyat #IslamicBayan #MaulanaIbadullah