@daughter_of_farooq_: Alwida sathiyon🖤😣Read Caption#foryoupage#islamic_video #makkahmadinah🕋 #foryou #Ya Allah humain bhi tere Ghar ki ziyarat karna naseeb ata farmana😭🫀.Ya Allah humare gunah maaf ata farma hum bohat gunah ghar Hain magar Hain to bande tere he na 🥹Ya Allah humari sari nek duaon 🤲 ko qabool ata farmana 🫀🥹.Ya Allah humare Maa baap ko sehat de or unka saya humare saron pr humesha salamat rakhna.Ya Allah humare rizk main barkat ata farma or hamesha halal khane ki taufeeq ata farmana.Ya Allah humain hidayat de or Jo Teri na farmani karte Hain ya Allah unki waja se hum se naraz na hona Ya Allah 🥺😣.Ya Allah hum pr reham ata farmana.Ya Allah humain shirk karne se bachana or humain sirf tere he samne jhukne ki taufeeq ata farmana.Ya Allah humain tere Siwa Kisi ka mohtaj na karna Ya Allah😫🤲😭Ameen....🫀💯