@its_sunnahh__: Zawal-e-Khawf-o-Huzn 🤍 Jab Allah par yaqeen mazboot ho jaye, to na khauf rehta hai na huzn. Jo kuch hota hai, Allah ki hikmat se hota hai. Apne Rabb par husn-e-zan rakho, wohi tumhara behtareen Wali aur Madadgar hai. #DrIsrarAhmad #IslamicReminder #Tawakkul #trustallah