salaam walekum rahmtullah barkat Imran Bhai main to khamosh rahata Nahin hun jab dekh liya mere dost Sath nahin diya dhokha de Diya to main khamosh mein rah Gaya dekha mere ek dost Nahin Sath Diya main isliye jindagi Apne khamoshi mein Laga Diya dekha mere dost Nahin waqt Nahin aaya kam per isliye khamoshi per Laga Diya to main jarur khamosh to Nahin rahunga ek din jarur jawab dunga sab chij ka jawab de dunga Baki humne to Socha tha Imran bhai mere dost duniya dhokha de Sakta hai Baki Imran Bhai Nahin bhej Sakta hai Baki hamare Sath dhokha de diya to isliye main charcha khamosh band kar rah Gaya karte kya
2026-07-19 09:57:14
1
To see more videos from user @hozaifa.farooqi, please go to the Tikwm
homepage.