Ma Sha Allah... Allah ne aap ko na sirf haseen chehra, balki pyara akhlaq aur mehnati dil bhi ata farmaya hai. Aap ki har video aap ki lagan aur mehnat ka saboot hoti hai. Allah kare aap ki muskurahat hamesha yunhi salamat rahe, har qadam par kamyabi aap ka muqaddar bane, aur kabhi himmat na haren. Allah Pak aur Rasool-e-Khuda ﷺ ke sadqay aap ko aur aap ki puri family ko apni hifazat, rehmat aur aman mein rakhe, kisi ka mohtaj na kare, har gham ko khushi mein badal de aur har dua qubool farmaye. Ameen Ya Rabb-ul-Alameen. 🌹
— ZAIB ALI
2026-07-22 16:56:47
0
Azhar Shah :
Ma Shaa Allah bhot bhot Mubarakhaaaan 🥰🙏🥰🙏🥰
2026-07-22 14:15:53
0
SYED WALI SHAH KAZMI :
🌹🌹🌹🌹
2026-07-22 14:47:01
0
کاشف حیدر :
السلام علیک یا باب الحوائج موسی کاظم علیہ السلام
2026-07-22 13:28:16
2
MaلIk🖤 :
shah khurasan Karachi ?
2026-07-22 20:15:04
0
Faraz Hussain :
2026-07-22 05:33:49
2
King 👑 :
Sab Ko Bht Bht mubarak ho Mola Imam Musa Kazim AS ki Wiladat Ba Sadat 😊❤️
2026-07-22 13:33:36
0
To see more videos from user @kumail.saira, please go to the Tikwm
homepage.