@malikmazhar7769: 🎙️ Mufti Abdul Wahid Qureshi Sahib Ka Khususi Byan Aaj ke is imandana aur imaan-afrooz bayan mein Mufti Abdul Wahid Qureshi Sahib ne Halima Saadia (R.A) ke qabeelay Bano Saad ke baare mein nihayat haseen aur ilm-o-hikmat se bharpoor baatein bayan ki hain. Bano Saad ki woh mubarak sarzameen jahan Pyare Aqa, Hazoor-e-Akram ﷺ ne apna bachpan guzara aur jahan ki barkatain aaj bhi tareekh ka hissa hain. ✨ Is khoobsurat aur tareekhi bayan ko zaroor sunein aur aage share karke sadqah-e-jariya banayein. * #MuftiAbdulWahidQureshi #BanoSaad #SeeratUnNabi #IslamicLecture #HalimaSaadia