@sannubaccha: Main sirf itna chahta hoon ki meri jaan❤️ ki muskurahat😊 ki sabse badi wajah main banu. Uski zindagi mein sab usse pyaar 🤗karein, lekin uske dil ❤️ka sabse khaas hissa sirf mera ho. Main nahi chahta ki woh kisi gair ki wajah se kabhi aansu bahaye. Aur agar kabhi meri wajah se uski aankhon mein aansu aa bhi jaayein, to unhe pochhne wala pehla aur aakhri insaan bhi main hi rahun. Uske chehre par muskaan laane ka sukoon bhi mera ho, uski narazgi manane ka haq bhi mera ho, aur uske har dard mein uska sahara banne ka naseeb bhi sirf mera ho. 🤗🤗🤗❤️❤️❤️❤️🤗🤗🥰🥰🥰🤗🤗🥰🥰🤗🤗🤗🤗🥰🥰🤗❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🤗🤗🤗🤗🥰🥰🥰#minejaan🌍💕 #lovestory #foryoupage #goviral #viral