@islamicstory549: 😢 Jab Mayyat Ko Dafn Kar Diya Jata Hai... Phir Kya Hota Hai? Jab mayyat ko qabar mein dafn kar diya jata hai aur sab log wapas chale jaate hain, tab uske liye ek naya safar shuru hota hai. Duniya ka maal, shohrat aur rishtedaar yahin reh jaate hain. Saath sirf insaan ke aamaal jaate hain. Har insaan ko ek din is tanha manzil ka saamna karna hai. Aaj hi apni namaz, tauba aur nek aamaal ki fikr karein. 🤲 Allah Ta'ala humein qabar ki tanhaai aur azaab se mehfooz rakhe. Ameen. Follow