baap jesa koi nhi aj may nay dekha aik baap ka Pyaar pedal safae taweel thaa may b chal rha thaa Sath aik uncle aur un ka chota beta 8 Saal ka shaid Thora Rasta teeh Kiya wo uncle lift Mang Mang k kise nay nhi bethaya byce pay Akhir kaar us uncle nay apny 8 sal k betay ko kandhoo pay betha k wo taweel safar Shuru Kiya qurbaan jaao us baap pay 🥹alfaaz nhi meray pass ❣️Allah Paak us baap ko slamat rakhay Ameen Suma Ameen 😭🤲